OPPO: OPPO Display Hide

By Ritik Bhagat

Hii gys kaise hai aap sab to aaj hame janenge ham apne oppo kaa display kaise hide kare or ye bhi btayenge ki display ham kiu hide kare ok gys to bahut jada intresting Ye article hone vala hai to plzz es post ko last tak dekhe ham pic & step by step batayenge jisse aap sabhi ko pura samjh aaye ok gys to chaliye baat karte hai topic ki bina time west kiye ok gys

OPPO: OPPO Display Hide

(1) to gys sabse pehle ham ye jante hai ki ham display kiu hide kare to ham btaa de ki ham jab phonew use karte hai to hamara koe bhi phone use kar hi leta hai or ham mna nahi kar pate hame phone dena hi padta hai or ham nahi sab hi ye chahhte hai ki hamara phone koe use naa kare kiuki koe bhi nahi chhhta ki hamara parsnniol data koe bhi dekhe ye sab koe nahi chhhta to eshke liye hi ham ye trick btaane valae hai jisse ki hamara phone koe use nahi kar payenga & ham es trick ko karenge to hamara phone koe use nahi karr payenga sirf hamare alava ok gys

Esme hoga kya

To gys ham ab ye soch rahe hoge ki yesha kya hoga jisse hamara mobile koe use nahi kar payenga to ham btaa de ki hamare phone main jab ye trick ham kare to hamara phone yesha lagenga dead ho gya ho & off typ ho jayenga matlab jaise ki battery low ho gyi ho ok gys or hamara device hamare alva koe use nahi kar payenga ok gys to ab baat karte hai mainn topic ki kis typ se ham es feature kaa labhio uthaye ok gys to ab step follow kare

Step:1 To gys sabse pehle hame ak android application ko download kar lena hai jishkaaa name hai hide screen frome Other to gys hame es application ko download kar lena hai to ham google play store se download kar lenge agr ham google play store se download nahi kar paa rahe hai to es article k madhyam se bhi download kar sakte hai niche download kaa option mill jayenga vaha se download kar lenge ok gys AB ham application ko download karenge & open karenge ok gys niche pic main dekhe

Step:2 to gys jaise hi ham application ko download karte hai & open karte hai to hame kuch es typ kaa enterface dekhne ko mill jata hai & ham btaa de ki es application ko use karnaa jada mushkil nahi hai ese simple open karnaa hai & start k button pay click karnaa hai ok gys or hame oppo k security canter se es application ko parmmission de dena hai verna ye application proper work anhi karengi ok gys ab aage

Step3: ab hame ye sab follow karnaa hai & jaise ki ham uper pic main dekh sakte hai hame ak eys kaa icon nazar aa raa hai ham jab kisi ko mobile de rahe ho to hame us eys pay click karnaa hai to hamara phone kaa display hide ho jayengaa matlab black dikhenga or koe hamara mobile use nahi kar payenga kiyuki kuch bhi touch kare to display work nahi karenga ok gys jab phone hamare paas aa jaye to hame on karne k liye duble tap karnaa hai hamara phone on ok gys haina kmal ki trick ok gys

Thank You So Much ummid hai aap sabhi ko hanmara article samjh & pasand dono aaya & aap main se kisi kaa koe bhi daut ho to aap hame comment kar sakte hai ham puri kosiis karenge aapki problme solve karne ki ok gys & jada se jada share kare jisse or bhi android user es feature kaa labh utha paye ok gys

Thank You So Much

Related Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Subscribe to Blog via Email