
By Ritik Bhagat
(1) Hii Gys kaise hai aap sab to aaj ham jaane ge ki OPPO K kisi bhi phone main face lock feature kaa laabh kaise uthaye jaise ki hame pta hai ki aaj k jantretion me pattern lock & pass code lock ki koe jyada velue nahi hai eske liye aaj k jamane main face lock ki bahut badi ahmiyat hai jisse hame bahut jada storng security dekhne milti hai & hamar lock bhi fast khul; jata hai & kafi jada secure hota hai or kafi achha look dekhne hame mill jata hai to baat krte hai topic ki to face lock hame apne phone main lagane k liye hamare pass ak android phone hona jaruri hai & ushka camara achha hona chiye matlab ki camare main koe khrabi nahi honi chaiye agr hamare phone k camera me koe khrabi hai to ham face lock kaa laabh nahi utha sakte ok & dusri baat hamar device 4.1.0 se uper hona chiaye jaise kitket se uper verna jo haam trick bta eahe hai ushka aap laabh nahi utha sakte ok frinds ab hame google play store se ak android application download krna padenga jishka name hai face lock & fingerprint lock 2018 to ham google pe search krenge to first me hame yah app dekhne ko mill jayengi ok frinds agr aap app download nahi kr paa raahe hai to aap hamare article se bhi download kr sakte hai ok gys to chaliye aage kyaa karnaa hai jante hai bina time west kiye ok gys
OPPO: OPPO Face Lock
Note:1 Es article me step by step bataya jayengaa to puri step follow kare ok gys
Step :1 to ham es link yaa play store se bhi search krke appliaction download kr sakte hai 6MB ki app hai to kaafi jaldi ham es app ko download kr sakte hai
Step:2 ab ham app download krne k baad es app ko open karenge or ham aapko bahut saral tarike se btayenge matlab ki ham aapko pic k madhyam se bhi btayenge to sabse pehle aap app download krne k baad ese open krna hai & open krne k baad

Step:3 hame yaha pattern typ krna hai 2 baar hame pattern typ krna hai kiuki agr aap face se unlock nahi krna chahhte apne device ko to ham pattern se bhi unlock kr sakte hai to ham yaha pattern daal lenge eshke baad

Step:4 eshke baad hame kuch es typ kaa enterface dekhne ko mill jayenga ok frinds eshke baad haam uper jo 3 dot dikh rahe hai espe click krna hai eshke baad

Step:5 hame face lock vale option per click krna hai ok frinds eshke baad

Step:6 Start k Button pe click karne k baad hame

Step:7 yaha aane k baad thoda saa loading lenga to hame yaha thoda saa wait krna hai lagbhag Kuch sacond hame wait krna hai & eshke baad hame

Step:8 hame es typ kaa enterface dikhenga ok frinds ab hame Enable Now pe click krna hai or hame apna face detect kr lena hai matlab ab ham apna face yaha dikhayenge jis face se hame phone ko lock krna hai to only kuch sacond main hamar yaha face detect ho jayenga ab eshke baad

Step:9 hame yah yaad rakhna hai ki ham device ko all parmission de diye hai yaha nahi ok frinds hame puri parmisson allow kr dena hai ushke baad

Step:10 lObit Facelock ko enable kr dena hai jisse hamara lock set ho jaye but abhi bhi hamara kuch kaam baki hai ab hame eshke baad

Step:11 Back aana hai & hame Screen applock ko enable kr dena hai & last me hame

Step:12 phone ko off krna hai & lock dalna hai or fir se es app main jana hai & uper jo pic dikh rahi hai es option ko enable kr dena hai ok frinds ab aap face lock kaa laabh uthaye ok gys
Thank You So Much ummid hai aap sabhi ko hamara article samjh & pasand aaya ho & aap me se kisi ka koe bhi daut ho to aap hame comment kar sakte hai ham puri kosis karenge ki aapki problme solve kar paye ok gys & jada se jada es article ko share kare jisse or oppo users ki help ho
Thank You So Much
Nice