By Ritik Bhagat
hii gys kaise hai aap sab ummid hai thik hoge to aaj ham baat karne vale hai oppo k navigation bar k bare me ok gys eshme kyaa hoga ham sab jante hai but ham batana chahenge ki eshme bahut se advance features hame dekhne ko mill jate hai jishkaa ham labh nahi utha pate to un tamam advance feature kaa aap labh kaise uthayenge ham es article me janenge to bahut jada intresting ye post hone vali hai to plz pura dekhe to chaliye bina time west kiye baat karte hai topic ki ok gys
OPPO: OPPO Navigation Bar
(1) to gys sabse pehle hame ak android application ko download kar lena hai jishka name hai Navigation bar anyware to gys es typ ki application hame download kar lena hai ye application ham google play store se bhi download kar sakte hai yaa fir niche download kaa option hai to application ko vaha se download kar lena hai & application jada size ki nahi hai only 3MB ki hai to ham application ko download kar lenge ok & hamare storage ko koe problme nahi hogi to ham application download kar ke use open karenge & step by step ham janenge ok gys to sari step follow kare

Step:1 download kare app & open kare jaise hi ham application ko open karenge hame es typ kaa enterface dekhne ko milnme vala hai & ham btaa de fisrt me hame application ko all parmission allow kr dena hai jisse ye application proper work karengi okk gys ab jaise ham uper dekh sakte hai Navigation bar jo option hai o off rahengaa to hame es on karnaa hai jisse hamara navigation bar on ho jayengaa ok gys & niche ham dekh sakte hai hame customize k bahut sare option availeble milta hai jo ki kaafi achhi baat hai jaise ki ham baat kare Height ki to ham navigation ki height apne hisaab se rakh sakte hai ok gys 2 hai width esme kya hoga ki ham apne navigation ka size bda ya kam kar sakte hai & niche kuch color k basic option hai ye ham apne hisaab se set kar lenge ok gys

Step:2 ab ham right side me slide karenge to hame action kaa option dekhne ko mill jata hai to ham btaa de yahi main features hai eshka eshme ham navigation bar me jo hame button milti hai ushme hame kya show karana hai o ham action me aake select karenge ok gys jaise ki ham vistar me jane to
(1) Back Button
Long Press Action
:to gys jaise ki ham back button me kya show karvana chahhte hai o yaha se set karenge locng press karke eshme hame bahut sare option dekhne ko mill jate hai jo ki ham application me jake dekh sakte hai ok gys
(2) Home Button
Long Press Action
:ab baat karte hai Home Button ki eshme bhi ham back button typ hi koe bhi apne hisaab se option select karke home button me long press karke direct on kar sakte hai ok gys
(3) Recent Button
Long Press Action
:ab baat karte hai Recent Button ki eshme bhi ham home button typ hi koe bhi apne hisaab se option select karke recent button me long press karke direct on kar sakte hai ok gys

Screen Edge One Ui 2.0
Download on play store
Change Caller Screen Theme & Background for Samsung device
Download on play store
Step:3 to gys ham action me full setup karne k baad Theme vale option pe aa jayenge jo ki ye bhi kaafi achha feature dekhne ko mill jata hai eshme ham apne navigation bar ki theme bhi change kar sakte hai hame bahut see theme availble dekhne ko mill jati hai ok gys to ham apne hisaab se pasand karke theme set kr sakte hai jo ki kafi achhi baat hai ok gys
Navigation Bar Application
Control Panel Application
Thank You So Much ummid hai gys aap sabhi ko hamara article pasand & samjh aaya ho & aap me se kisi kaa koe bhi daut ho to aap hame comment bhi kar sakte hai ham puri kosis karenge aapki help karne ki & jada se jada hamara article share kare jisse or bhi oppo user ki help ho ok gys
Thank You So Much