
By Ritik bhagat
hi gys kaise hai aap sab to aaj ham jannenge ki oppo k front camera k kuch hidden mode k bare jaise ki night mode k bare me eshme ham btayenge ki ham apne oppo k device me night me bhi day jaise selfie kaise le ok gys to jaise ki hame ptaa hai ki ham apne oppo k device me night me selfie lete hai to selfie kafi bekar aati hai jisse ham bahut pareshan ho jate hai ok gys to aaj ham btayenge ki night me bhi day jaise selfie kaise le ok gys to ham es article me jannnege to bahut jada intrtesting ye article hone vala hai to article pura dekhe ok gys step by step ham janenege to chaliye bina time west kiye ham baat karte hai topic ki
OPPO: OPPO Front Camera Hidden Settings
(1) to gys sabse pehle hame ak application ko download kar lena hai jishkaa name Night Selfie hai ok gys to google play store pe ye application mill jayengi vaha se ham application download kr lenge agr ham google play store se application download nahi kr paa rahe hai to ham niche download vale option pe click karke application ko download kar lenge ok gys ab ham application ko download kar lenge & use open kare ok gys niche step follow kare ok gys pic dekhiye

Step:1 to gys jaise hi ham application ko download kar lenge & open karenge to es typ kaa enterface dekhne ko mill jayengaa & kuch parmission mangengaa to hame parmission allow ker dena hai ok gys to ab hame jo uper pic me jo dikhai de raa hai to hame setting vale option pe click karnaa hi or kuch setup hame karnaa hai jaise ki ham aage dekhenge ok gys to click kare setting me &

Step:2 ab hame es typ kaa page dekhne ko mill jayengaa ok gys to jaise ki ha pic me dekh sakte hai first jo option hai face detection o option off rahengaa to hame use on kr denaa hai jisse hamare selife or kafi achhhi aaye ok gys & ushke baad niche me ham dekh sakte hai Tap Tha Screen kaa option ushpe hame click karnaa hai or aage

Step:3 to ab ham main page me aa gye hai ab ham jo hai es page se hi night me bhi day jaisi selfie lenge to ab hame es page me karnaa kyaa ham jaan lete hai ok gys to jaise ham pic me dekh sakte hai hame 5 option dekhne ko mill jate hai to ham vistar se janenge en option k bare me ok gys
(1) Auto Focus
(2) Color
(3) Screen Brightness
(4) Exposure
(5) Zoom
(1) Auto Focus: es option me ham jo hai blur pic click kar sakte hai jisme ham dslr jaisi pic click kar sakte hai ok gys
(2) Color: es otion me ham face kaa color apne hisaab se set kar sakte jo ki kafi achhi baat hai ok gys
(3) Screen Brightness: main option es option se hi ham apni pic ko night me bhi day typ le sakte hai ok gys es ham apne hisaab se jitnaa chahhe utnaa bright kr sakte hai jo ki kafi achhi baat hai ok gys
(4) Exposure: ye basic sa option hai eshme bhi hame kuch effect dekhne ko mill jate hai jo ki kafi intresting hai ok gys
(5) Zoom: ham apne camera me zoom karke bhi pic click kar sakte hai but hamare dimag me ak baat rahengi ki zoom to hame hamare phone me availble mill jata hai but ham btaa de ki es application me jo zoom effect miltaa hai o kafi achha hai jaise ki ham defolt se bhi 2 gunaa jada zoom vali pic click kar sakte hai jo ki kafi achhi baat hai ok gys
Thank You So Much ummid hai aap sabhi ko hamara article pasand & samjh aaya ho & jo bhi daut ho aap hame comment kar sakte hai ham puri kosis karenge aapki problme solve karne ki & jada se jada es article ko share kare jisse or oppo user ki help ho ok gys
Thank You So Much