
By Ritik Bhagat
hii gys kaise hai aap sab to jaise ki ham uper pic me dekh hi sakte hai oppo Volume Button Secret Lock ham me se bahut se log ye nahi jante ki yesha bhi lock hota hai jo ki volume button se bhi khola & set kiya jata hai jo ki kafi jada unic hai or bahut se logo ko nahi ptaa but ham es article k madhyam se btayenge & pic k madhyam se btane vale hai jo ki ham chahhte hai ki user ko puri tarhaa se samjh aaye ok gys to bahut intresting ye article hone vala hai to es article ko pura dekhe to chaliye bina time west kiye baat karte hai topic ki ok gys
OPPO: OPPO Volume Button Secret Lock
Topic
(1) to gys sabse pehle hame ak android application ko download kar lena hai jishkaa name K Note hai ok gys to ham google play store se bhi download kar sakte hai & aapko es application ko download karne kaa option niche mill jayengaa vaha se application ko download kar lena hai ok gys ab ham app ko download kar lete hai & use open karte hai or ham step by step jante hai ki hame kya kyaa karnaa hai ok gys to open kare app ko ushke baad

Step:1 to jaise ki ham uper me dekh sakte hai ki first page me hame kuch es typ kaa enterface dekhne ko mill jayenga to hame en page ko pura dekhna hai or right side me slide karnaa hai ok gys or jitni bhi parmission hogi sabv hame allow kar denaa hai ok gys

Step:2 ab ham jaise ki uper dekh sakte hai jab ham right side slide karenge to last me hame Setup password kaa option dekhne ko mill jata hai jo ki es page me ham password set karenge ok password kis typ se set karnaa hai ha next pic me dekhenge

Step:3 Setup Password ye option thoda tuf hai kiuki bahut se logo ko samjh nahi aayenga but dhyan se dekhiyenga to ham uper dekh sakte hai hame volume button k example mill jayenge jaise ki hai up-up ki button press kaa lock bna sakte hai 2 button kaa bnaa sakte hai ya 3,4, jaissa aap chahe apne hisaab se & agr ye setup aapko samjh nahi aaye to hamari video dekh sakte hai Ritik Technical Support channel me ok gys ab ham aage badte hai apnaa lock set karne k baad

Step:4 ab ha Password Recovery dalnaa hai matlab ki agr ham apna main password bhul gye to ham ak recovery password 30sec k baas hame recovery password aayenga to ham recovery password daal lenge ok gys jo ki kaafio achh baat hai

Step:5 to ab ham es page pe aa jayenge ok gys to ab hame karnaa kyaa hai ki jo hame volume button lock set kare hai jaise ki 2 up down to ham apna volume lock daal k aage vale page pe le jayengaa ok gys

Step:6 to ab ham last page mee aa gye ok gys ab hame applock is off vala option ko press karke es enable kar denaa hai ab hamara lock jo hai o set ho chukaa hai ok gys & ab hame jaise ki pic me dekh sakte hau hame hamare phone ki application nazar aa rahi hai to hame apne hisaab se application ko select kar lena hai ji app me ham lock lagana chahhte hai ok gys
Thank You So Much ummid hai aap sabhi ko hamara article samjh & pasand dono aaya ho & aap me se kisi kaa koe bhi daut ho to aap hame comment bhi kar sakte hai ham puri kosis kare aapki problme solve karne ki & jada se jada share kare es article ko jisse or bhi mobile user ki help ho jaye ok gys
Thank You So Much